SEARCH RESULTS
Showing search results for "naal"
Ghazal MATCHES FOR "naal"
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
shikve ke naam se be-mehr KHafaa hotaa hai
ye bhii mat kah ki jo kahiye to gila hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
baaqii jahaa.n me.n qais na farhaad rah gayaa
afsaana aashiqo.n kaa faqat yaad rah gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
paikar-e-ushshaaq saaz-e-taala-e-naa-saaz hai
naala goyaa gardish-e-saiyyaara kii aavaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ab dil pe yahii hai jo dukhan chho.D na jaanaa
jone u dukhan khan ke ratan chho.D na jaanaa
Qazi Mahmud Behri
Ghazal
saKHtii-e-raah-e-ishq se vaaqif hu.e na paa.nv
josh-e-junuu.n mire liye taKHt-e-ravaa.n hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dil kuu.n ik til nahii.n mire aaraam
lagii hai.n jab suu.n tere naal a.nkhiyaa.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
raaja nal kaa jo pa.Daa aks-e-dahan aa.iine me.n
to nazar aa.ii use shakl-e-daman aa.iine me.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
naaKHun tire kii meh.ndii se tanhaa nahii.n hai.n daaG
chande shafaq se na.al-dar-aatish hilaal thaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ho gayaa hosh-rubaa husn-e-fareb-e-aalam
nal jo baazii me.n lagaa ishq-e-daman bhuul gayaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
be-ma.asiyat KHazaana-e-rahmat hai raa.egaa.n
sach puuchhiye to jurm na karnaa qusuur hai
Ismail Merathi
Ghazal
na la.Daa.o nazar raqiibo.n se
kaam achchhaa nahii.n la.Daa.ii kaa