SEARCH RESULTS
Showing search results for "naanaa"
Ghazal MATCHES FOR "naanaa"
Ghazal
Pagal Adilabadi
Ghazal
ka.ii KHazaane qisse vaale ik bachche ke paas mile
daadaa daadii us ke paas naanaa naanii us ke paas
Pratap Somvanshi
Ghazal
ab jo buu.Dhe hai.n to ab bhii hame.n shaitaan 'naziir'
ha.ns ke kahtaa hai ajii aa.iye naanaa-saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Abida Karamat
Ghazal
husn ke inkaar me.n iqraar kaa pahluu bhii hai
ham ne us ko haa.n hii samjhaa us ne jab naa-naa kiyaa
Rahib Maitreya
Ghazal
apne kandhe par biThaa.e mere naanaa bhii chale
kachchii pakkii rahguzaaro.n par chha.Dii rakhte hu.e
Misdaque Azmi
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
tumhaare KHat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
na thaa raqiib to aaKHir vo naam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
junuu.n vahii hai vahii mai.n magar hai shahr nayaa
yahaa.n bhii shor machaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
paa-e-kuubaa.n ko.ii zindaa.n me.n nayaa hai majnuu.n
aatii aavaaz-e-salaasil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
phir garm-naala-haa-e-sharar-baar hai nafas
muddat hu.ii hai sair-e-charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n