SEARCH RESULTS
Showing search results for "naap"
Ghazal MATCHES FOR "naap"
Ghazal
apnii girah se kuchh na mujhe aap diijiye
aKHbaar me.n to naam miraa chhaap diijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kahiye to aap ko bhii pahan kar mai.n dekh luu.n
ma.ashuuq yuu.n to hai.n hii nahii.n merii naap ke
Farhat Ehsas
Ghazal
dayaar-e-Gair idhar aa ke is kii vus'at naap
ik aasmaan mirii sarzamii.n se guzregaa
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
mai.n ne zamii.n ko naap liyaa aasmaan tak
nazro.n me.n faasle hai.n uruuj-o-zavaal ke
Ahmad Wasi
Ghazal
zamii.n ko naap chukaa aasmaan baaqii hai
abhii parinde ke andar u.Daan baaqii hai
Pawan Kumar
Ghazal
mumkin hai un ke dar se Takaa saa mile javaab
lekin na hichkichaa.iye apne savaal me.n
Shamim Hashimi
Ghazal
Thiik us rashk-e-chaman ko vo qabaa hotii hai
naap kar jis kii rag-e-gul se kamar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
aa.nkho.n pe e'tibaar na kar faasla to dekh
dariyaa ke paar kyaa hai ye kashtii bataa.egii
Farah Rizwi
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
naap saktaa hai ko.ii sard havaa tere sivaa
ye jo KHandaq hai mire chaar-suu viiraanii kii
Nomaan Shauque
Ghazal
hamaare naap ke milte hai.n Gam ke pairaahan
hamaare naap kaa miltaa nahii.n KHushii kaa libaas
Safar Naqvi
Ghazal
kaam me.n apne zuhuur-e-haq hai aap
hazrat-e-aadam ke to maa.n thii na baap