SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaraaz"
Ghazal MATCHES FOR "naaraaz"
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ajiib shaKHs hai naaraaz ho ke ha.nstaa hai
mai.n chaahtaa huu.n KHafaa ho to vo KHafaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
tohfa zaKHmo.n kaa mujhe bhej diyaa kartaa hai
mujh se naaraaz hai lekin mujhe bhuulaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
maa.n mujhe dekh ke naaraaz na ho jaa.e kahii.n
sar pe aa.nchal nahii.n hotaa hai to Dar lagtaa hai
Anjum Rehbar
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
kyaa jaane kis jahaa.n me.n milegaa hame.n sukuun
naaraaz hai.n zamii.n se KHafaa aasmaa.n se ham
Rajesh Reddy
Ghazal
kal nii.nd me.n charaaG ko naaraaz kar diyaa
suuraj ne aaj sub.h jagaayaa nahii.n mujhe
Shaheen Abbas
Ghazal
ruuThnaa teraa mirii jaan liye jaataa hai
aise naaraaz na ho ha.ns ke dikhaa de mujh ko
Wasi Shah
Ghazal
naaraaz ho KHudaa to kare.n bandagii se KHush
maashuuq ruuTh jaa.e to kyuu.nkar manaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
ho na jaa.e kahii.n naaraaz miraa va.ada-shikan
'fauziya' is ke liye sar ko bhii KHam rakhte hai.n
Fauzia Mughal
Ghazal
laguu.ngaa KHush magar naaraaz huu.n mai.n
zamaane kaa nayaa andaaz huu.n mai.n
Syed Sarosh Asif
Ghazal
har chamakte hu.e manzar se rahe ham naaraaz
saare chehro.n ko sadaa diida-e-tar se dekhaa
Asad Badayuni
Ghazal
yuu.n bhii naaraaz nahii.n hote kisii se ab ham
ham ko miltaa hii nahii.n ko.ii manaane vaalaa