SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafs-e-mutma.inna"
Ghazal MATCHES FOR "nafs-e-mutma.inna"
Ghazal
nafs-e-ammaara se nafs-e-mutma.inna tak kii rah
aatishii.n mausam zamii.n pur-KHaar aur tanhaa safar
Javed Jamil
Ghazal
sitam-zariif zamaane ne chun liyaa ham ko
giraanii-e-nafs-o-garmii-e-navaa ke liye
Rais Amrohvi
Ghazal
miltaa jo ko.ii Tuk.Daa is charKH-e-zabarjad me.n
paivand lagaa detaa mai.n nafs-e-mujarrad me.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
KHudaa madad ki ye shaitaan nafs-e-ammaara
mire uchhaale hu.e kankaro.n se uu.nchaa hai
Zaheer Ahmad
Ghazal
ja.ng jaarii hai merii nafs-e-amaara se hanuuz
jab se dekhaa tujhe barsaat ke aa.iine me.n
Syed Iqbal Rizvi Sharib
Ghazal
daastaa.n Gam kii sinaa.o.n ye zaruurii to nahii.n
nafs-e-mazmuun to chehre pe likhaa hotaa hai
Aarif Aazmi
Ghazal
kis kii taariif kare.n kis ke qasiide likkhe.n
nafs-e-mazmuun se ba.Dh kar hai.n havaale achchhe
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
nafs-e-ammaara ko quvvat se kuchal de apnii
varna takliif tujhe ahd-e-javaanii degaa
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
jo pairav-e-havaa-e-nafs-o-banda-e-havas hu.aa
use ye Gam vo vaqt kaa imaam kyuu.n nahii.n rahaa
Irfan Waheed
Ghazal
murGaan-e-baaG me.n mire naale kaa shor hai
har-chand mai.n abhii nafs-e-naa-kashiida huu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
safaa hu.aa na riyaazat se nafs-e-ammaara
ko.ii najaasat-e-sag kaa izaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
insaan kaa bas nafs-e-ammaara muKHarrab hai
laa-haul valaa quvvat shaitaa.n kise kahte hai.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Alimullah
Ghazal
rok apne nafs-e-bad ko ki haasil hai iKHtiyaar
biimaar par hakiim ko haakim ko chor par
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
yaa-alii kah kar but-e-pindaar to.Daa chaahiye
nafs-e-ammaara kii gardan ko maro.Daa chaahiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
nafs-e-ammaara saa rakhtaa hai ye sarkash dushman
aadmii ke liye Gaafil nahii.n rahnaa behtar
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sher taasiir se KHaalii hu.aa vaqt-e-taabiir
nafs-e-mazmuun bhii taqriir banaane me.n gayaa