SEARCH RESULTS
Showing search results for "nagma-e-khvaab"
Ghazal MATCHES FOR "nagma-e-khvaab"
Ghazal
vo soz-o-saaz vo naGma KHayaal-o-KHvaab hu.aa
miTaa ke ham ko zamaana bahut KHaraab hu.aa
Uma Shankar Shadan Gwaliori
Ghazal
Naghma Khairabadi
Ghazal
jinhe.n saakin-e-qabr kahte ho 'naGma'
vo sab kar rahe hai.n safar andar andar
Naghma Khairabadi
Ghazal
siine se dabaa.e hu.e ik dard kaa 'naGma'
ham shahr-e-nigaaraa.n se bahut duur chale hai.n
Roopa Mehta Naghma
Ghazal
Roopa Mehta Naghma
Ghazal
shaam-e-tanhaa.ii ko.ii KHvaab sajaa le 'naGma'
dil kii viiraanii kaa maahaul badal jaa.egaa
Roopa Mehta Naghma
Ghazal
zindagii naGma-e-be-saaz-o-navaa thii pahle
aaj tak KHair se ai dard-e-nihaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
shabaab aa gayaa us par shabaab se pahle
dikhaa.ii dii mujhe ta.abiir KHvaab se pahle
A G Josh
Ghazal
sharaar-e-sa.ng se sa.nglaaKH ho ga.e talve
hu.aa na kuchh dil-e-KHaana-KHaraab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
pighlii kuchh aur barf to ik aur shahr-e-KHvaab
yuu.n bah gayaa nasheb me.n goyaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
barham the KHvaab nii.nd kii retiilii os par
us par sitam ki taa.er-e-shab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ai 'shaan' inqilaab-e-zamaana kii hai.n daliil
ye uljhane.n ye KHvaab-e-pareshaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
'shaan' ab ham ko to aksar shab-e-tanhaa.ii me.n
nii.nd aatii nahii.n aur KHvaab nazar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
chashm-o-abruu ke liye ashk hai.n saaz-o-naGma
meraa girya mirii aa.nkho.n kaa Gazal-KHvaa.n honaa