SEARCH RESULTS
Showing search results for "nahaa"
Ghazal MATCHES FOR "nahaa"
Ghazal
pe.Do.n kii tarah husn kii baarish me.n nahaa luu.n
baadal kii tarah jhuum ke ghar aa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
dhuup me.n niklo ghaTaa.o.n me.n nahaa kar dekho
zindagii kyaa hai kitaabo.n ko haTaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
misaal-e-maahii-e-be-aab mauje.n ta.Dpaa kii.n
habaab phuuT ke ro.e jo tum nahaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
lutf ye hai ki aadmii aam kare bahaar ko
mauj-e-havaa-e-ra.ng me.n aap nahaa liyaa to kyaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
sukh jaise baadalo.n me.n nahaatii huu.n bijliyaa.n
dukh jaise bijliyo.n me.n ye baadal nahaa liye
Kunwar Bechain
Ghazal
nahaa kar bhiige baalo.n ko sukhaatii
chhato.n par la.Dkiyaa.n achchhii lagii hai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
sub.h jab dhuup ke chashme se nahaa kar niklii
ham ne aa.iina badal teraa saraapaa dekhaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
aa.nsu.o.n me.n nahaa ga.ii.n KHushiyaa.n
ruuTh kar jab vo aa lage hai.n gale
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
kafan ai gard-e-lahad dekh na mailaa ho jaa.e
aaj hii ham ne ye kap.De hai.n nahaa ke badle
Fani Badayuni
Ghazal
Gazale.n bhii aadmii kii ibaadat hai.n dosto
is ishq kii nadii me.n nahaa kar Gazal kaho
Kunwar Bechain
Ghazal
tamaam-tar usii KHaana-KHaraab jaisaa hai
mire lahuu kaa nasha bhii sharaab jaisaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
uTThe nahaa ke sho.alo.n me.n apne to ye khulaa
saare jahaa.n me.n phailii hu.ii terii baas thii