SEARCH RESULTS
Showing search results for "nahla"
Ghazal MATCHES FOR "nahla"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
unhe.n ham ne nahlaa diyaa de ke chhii.nTe.n
'ajab lutf dariyaa kinaare hu.e hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
allaah re teG-e-ishq kii barham-mazaahiyaa.n
mere hii KHuun-e-shauq me.n nahlaa diyaa mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
kyaa chiiz thii kisii kii adaa-e-supurdagii
bhiige badan kii aag me.n nahlaa ga.ii mujhe
Qaisarul Jafri
Ghazal
vo abr shabnamii thaa ki nahlaa gayaa vajuud
mai.n KHvaab dekhtaa hu.aa alfaaz se uThaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
Aqsa Faiz
Ghazal
dhuup ne jab aarzuu ke jism ko nahlaa diyaa
ban ga.ii thii.n tum vafaa kaa saa.ebaa.n achchhii to ho
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
ka.ii laasho.n kii fasle.n kaT chukii hai.n
ki dhartii KHuun me.n nahlaa rahii hai
Ayaz Rasool Nazki
Ghazal
Farooq Shafaq
Ghazal
aa rahe hai.n ab vo iqraar-e-mohabbat ke liye
dosto.n ne jab mujhe nahlaa dhulaa kar rakh diyaa
Tabish Raihan
Ghazal
mat Gusl diijo dast-e-hinaa.ii kaa huu.n shahiid
nahlaa chukaa hai dashna mujhe KHuun-e-naab me.n
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
phir garm-naala-haa-e-sharar-baar hai nafas
muddat hu.ii hai sair-e-charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
pe.Do.n kii tarah husn kii baarish me.n nahaa luu.n
baadal kii tarah jhuum ke ghar aa.o kisii din