SEARCH RESULTS
Showing search results for "najaat-o-magfirat"
Ghazal MATCHES FOR "najaat-o-magfirat"
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Syed Anjum Jafri
Ghazal
garche ho.n 'bedaar' Garq-e-ma.asiyat sar-taa-ba-paa
pur-umiid-e-maGfirat hai shabbar-o-shabbiir se
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ko.ii aalam ho najaat-e-Gam-e-dauraa.n ke liye
maut ho nii.nd ho be-hoshii ho
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
ye tai hu.aa ek baar sab aazmaa ke dekhe.n
najaat-e-qalb-o-nazar kii tadbiir ek jaisii
Jaleel 'Aali'
Ghazal
karte hai.n qatl vo talab-e-maGfirat ke ba.ad
jo the du.aa ke haath vahii imtihaa.n ke hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
du.aa-e-maGfirat tum do utaare qabr me.n ko.ii
pa.Dho talqiin tum shaana hilaa.e jis kaa jii chaahe
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
usii KHudaa se hai ummiid-e-maGfirat ai 'soz'
ki jis kaa KHauf tire dil me.n umr bhar na rahaa
Hira Nand Soz
Ghazal
vaa.n ki us ko nii.nd misl-e-maGfirat haasil rahii
yaa.n ko.ii aazurdagii se taa-qazaa be-KHvaab thaa
Ajay Sahaab
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
faatiha ko haath uThaa kar du.aa-e-maGfirat
na.ash-e-'naadir'-e-hazii.n qabr me.n utar ga.ii
John Albert Pal Nadir
Ghazal
du.aa-e-maGfirat-e-dil qubuul ho jaatii
jo ashk-haa-e-nadaamat se ham vuzuu karte
Krishna Mohan
Ghazal
najaat-e-ruuh bhii arzaa.n nushuur-e-dil kii tarah
hu.aa hai sahl zamiiro.n ke daaG dhonaa bhii
Aziz Qaisi
Ghazal
ham ko najaat-e-Gam kii tavaqqo hai KHud se hii
rakhte nahii.n umiid jahaa.n me.n kisii se ham
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
najaat-e-ruuh paane ke liye kuchh to likho ab
ubalte kyo.n nahii.n barfaab kii tum dhaar ho kyaa
Nalini Vibha Nazli
Ghazal
sahl-tar hogaa najaat-e-KHalq me.n qarz-e-vafaa
jaan bhii degaa agar 'aKHtar' adaa ho jaa.egaa