SEARCH RESULTS
Showing search results for "namruud"
Ghazal MATCHES FOR "namruud"
Ghazal
kis qaum ke dil me.n nahii.n jazbaat-e-baraahiim
kis mulk pe namruud hukuumat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
be-KHatar kuud pa.Daa aatish-e-namruud me.n ishq
aql hai mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n aaj sar-e-aatish-e-namruud kha.Daa huu.n
ab dekhiye ye KHalq-e-KHudaa kyaa mujhe samjhe
Rasa Chughtai
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
fir.aun bhii namruud bhii guzre hai.n jahaa.n me.n
rahtaa hai yahaa.n kaun yahaa.n kaun rahaa hai
Habib Jalib
Ghazal
hisaar-e-aatish-e-namruud me.n ghiraa huu.n mai.n
ab itnii sust qadam kyuu.n hai.n rahmate.n terii
Anjum Irfani
Ghazal
naar-e-namruud yahii aur yahii gulzaar-e-KHaliil
ko.ii aatish nahii.n aatish-kada-e-zaat ke ba.ad
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
na ab vo aatish-e-namruud hai na sho.ala-e-tuur
tirii nigaah ko kyaa ho gayaa KHudaa jaane
Habeeb Ashar Dehlavi
Ghazal
faroG-e-husn taGayyur-pasand kuchh bhii nahii.n
ziyaa-e-kirmak-e-shab-taab kii hai ko.ii numuud
Nooh Narvi
Ghazal
sard hogii ek din ye aatish-e-namruud bhii
baarhaa guzre hai.n ham is karb ke tuufaan se
Ateeq Muzaffarpuri
Ghazal
chaahe namruud ho fir.aun ho yaa ki ho yaziid
saahab-e-shajra-o-aulaad nahii.n hone ke
Adeel Zaidi
Ghazal
naar-e-namruud aur gulzaar-e-baraahiim ek hai
phuul bhii lau de rahe hai.n aaj angaaro.n ke saath
Yusuf Zafar
Ghazal
poro.n se nikal aa.ii hai ik barf kii Tahnii
ai dost yahii aatish-e-namruud hai mujh me.n
Aatif Kamal Rana
Ghazal
vo bai.at-e-fir.aun ke qaa.il hai.n so achchhe
mai.n vaqt ke namruud se uljhaa huu.n buraa huu.n
Naqqash Ali Balooch
Ghazal
ai 'nazm' jis ko chaahe vo de bahisht dozaKH
namruud kyaa karegaa shaddaad kyaa karegaa