SEARCH RESULTS
Showing search results for "nando.n"
Ghazal MATCHES FOR "nando.n"
Ghazal
aur nando.n kii tarah bhii to nahii.n mai.n bhaabii
tum ko bhayyaa se na karnaa thaa gilaa mere baad
Shaida Allahabadi
Ghazal
saas nando.n se adaavat un se ulfat hai mujhe
shaad bhii sasuraal me.n huu.n aur mai.n naashaad bhii
Shaida Allahabadi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohde the
bahut talaash kiyaa ko.ii aadmii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
saamne chashm-e-guhar-baar ke kah do dariyaa
cha.Dh ke gar aa.e to nazro.n se utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dil-e-naadaa.n na dha.Dak ai dil-e-naadaa.n na dha.Dak
ko.ii KHat le ke pa.Dosii ke ghar aayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ta.Dap phir ai dil-e-naadaa.n ki Gair kahte hai.n
aKHiir kuchh na banii sabr iKHtiyaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
faasla nazro.n kaa dhoka bhii to ho saktaa hai
vo mile yaa na mile haath ba.Dhaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
tuu KHudaa to nahii.n ai naaseh-e-naadaa.n meraa
kyaa KHataa kii jo kahaa mai.n ne na maanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
aflaak se aataa hai naalo.n kaa javaab aaKHir
karte hai.n KHitaab aaKHir uThte hai.n hijaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
Khamosh Ghazipuri
Ghazal
kitne naadaa.n hai.n tire bhuulne vaale ki tujhe
yaad karne ke liye umr pa.Dii ho jaise