SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasheb-e-shaa.irii"
Ghazal MATCHES FOR "nasheb-e-shaa.irii"
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
ye sinf aabruu-e-fann-e-shaa.irii hai 'fazaa'
Gazal kaho to mazaamiin mo'atabar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
samajh ga.e vo nasheb-o-faraaz ke asraar
buland koh kii choTii se jo utar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
bataataa kaun nasheb-o-faraaz-e-raah-e-hayaat
jo sab kii tarah se ham bhii guzar ga.e hote
Sharib Lakhnavi
Ghazal
turfa hai ye nasheb-o-faraaz-e-tariiq-e-ishq
paidal jilau me.n qais ho lailaa savaar ho
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
Athar Ziai
Ghazal
palaT pa.Daa huu.n shu.aa.o.n ke chiith.De o.Dhe
nasheb-e-ziina-e-ayyaam par asaa rakhtaa
Majeed Amjad
Ghazal
nasheb-e-chashm-e-tamaashaa banaa gayaa mujh ko
kahii.n bulandi-e-ayyaam par banaate hu.e
Aftab Hussain
Ghazal
is tiira sarzamii.n se misaal-e-qamar chalo
dekho faraaz-e-nuur-o-nasheb-e-safar chalo
Qaisar Qalandar
Ghazal
Akhtar Siddiqui
Ghazal
vo kyaa samajh sake.nge nasheb-o-faraaz-e-dahr
jo chal rahe hai.n raah ko hamvaar dekh kar
Saqib Lakhnavi
Ghazal
uljhe to sab nasheb-o-faraaz-e-hayaat me.n
ham the ki un kii zulfo.n ke KHam dekhte rahe
Naushad Ali
Ghazal
rah-e-talab me.n nasheb-o-faraaz-e-manzil kii
unhe.n KHabar jo samajhte hai.n haadsaat kii baat
Faiz Tabassum Tonsvi
Ghazal
kuchh to samajh sakuu.ngaa nasheb-o-faraaz-e-dahr
achchhaa hai vaqt mujh pe giraa.n hai giraa.n rahe
Rajendr Bahadur Mauj
Ghazal
nasheb-e-vaadii-e-Gam me.n utar gayaa hai ko.ii
kha.Daa hu.aa hai ko.ii aaj tak jharoke me.n
Shaz Tamkanat
Ghazal
huzuur-e-KHvaab der tak kha.Daa rahaa saver tak
nasheb-e-qalb-o-chashm se guzar tiraa hu.aa nahii.n
Hammad Niyazi
Ghazal
hai ibtidaa se yu.nhii nasheb-o-faraaz-e-dahr
kyo.n dil na baiTh jaa.e jo dard-e-jigar uThe