SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasho"
Ghazal MATCHES FOR "nasho"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
nash-o-numaa-e-sabza-o-gul me.n nahii.n dara.ng
abr-e-karam ko tishnagii-e-KHaak chaahiye
Ismail Merathi
Ghazal
in.aam qad kii nash-o-numaa se mukar gayaa
dastaar to milii hai magar kis ko sar milaa
Waseem Farhat Alig
Ghazal
avval avval kii mohabbat ke nashe yaad to kar
be-piye bhii tiraa chehra thaa gulistaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vahii jo daulat-e-dil hai vahii jo raahat-e-jaa.n
tumhaarii baat pe ai naaseho ga.nvaa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
yaaro mujhe mu.aaf rakho mai.n nashe me.n huu.n
ab do to jaam KHaalii hii do mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
is rang se uThaa.ii kal us ne 'asad' kii na.ash
dushman bhii jis ko dekh ke Gamnaak ho ga.e
Mirza Ghalib
Ghazal
nashv-o-numaa-e-sabza-o-gul se bahaar me.n
shaadaabiyo.n ne gher liyaa hai chaman tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
havaa ko bahut sar-kashii kaa nasha hai
magar ye na bhuule diyaa bhii diyaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
taaza mohabbato.n kaa nasha jism-o-jaa.n me.n hai
phir mausam-e-bahaar mire gulsitaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
Thukraa.o ab ki pyaar karo mai.n nashe me.n huu.n
jo chaaho mere yaar karo mai.n nashe me.n huu.n
Shahid Kabir
Ghazal
aise naadaa.n bhii na the jaa.n se guzarne vaale
naaseho pand-garo raahguzar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
achchhaa hu.aa ki meraa nasha bhii utar gayaa
terii kalaa.ii se ye ka.Daa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
mujhe nashe me.n bahakte kabhii nahii.n dekhaa
vo jaantaa hai mai.n kitnii sharaab piitaa huu.n