SEARCH RESULTS
Showing search results for "naukaro.n"
Ghazal MATCHES FOR "naukaro.n"
Ghazal
KHudaa ataa kare ohda ba.Daa Gariib ko aur
badal sake na vo KHuu naukaro.n me.n baiThne kii
aabid umar
Ghazal
'Gaalib' vaziifa-KHvaar ho do shaah ko du.aa
vo din ga.e ki kahte the naukar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Muzdam Khan
Ghazal
naubate.n naala-e-ruKHsat kaa pataa detii hai.n
maatam-e-ishq kii aavaaz hai naqqaaro.n me.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
Ahmad Azeem
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bahut se raaz bhii aa.e.nge aalii-jaah phir baahar
KHafaa ho kar havelii se agar naukar nikal aa.e
Wasim Nadir
Ghazal
sabhii siino.n me.n terii naubato.n kii guu.nj lekin
tirii dhun kaa kisii dil kii navaa-e-KHaas honaa
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Hilal Fareed
Ghazal
is kaa ye taqaazaa hai ki ahkaam bajaa laa.e.n
jis husn kaa sarkaar ke naukar bhii nahii.n ham
Iqbal Sajid
Ghazal
shikva jo be-naukrii kaa karte hai.n naadaan hai.n
aap aaqaa hai kisii kaa jo ko.ii naukar nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
chho.D kar sab lahlahaate khet paagal-pan me.n ham
shahr aa.e aur yahaa.n baniyo.n ke naukar ho ga.e
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
tuu bhii kabhii vahaa.n se miraa haal-chaal puuchh
har baar tere baap kaa naukar nahii.n huu.n mai.n
Hijr Moumin
Ghazal
yak roz halaal us ko bhii mai.n kar ke na khaayaa
naukar jo KHaraabaat me.n do jaam kaa huu.n mai.n