SEARCH RESULTS
Showing search results for "navaazo"
Ghazal MATCHES FOR "navaazo"
Ghazal
kyaa na.e dost-navaazo kaa bharosaa hai 'nushuur'
dostii ye hai ki vo rasm puraanii maa.nge
Nushur Wahidi
Ghazal
tum kitnaa hii ohdo.n se navaazo hame.n lekin
nafrat kaa shajar ham se to boyaa nahii.n jaataa
Azhar Naiyyar
Ghazal
yaa navaazo to lutf-e-paiham se
yaa kisii kaa tum aasraa na bano
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
junuu.n-navaaz-o-junuu.n-KHez-o-sad-junuu.n-saamaa.n
tum apne jalvo.n ko aisii ko.ii adaa de do
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
karam-navaazo ne koshish hazaar kii hai to kyaa
mire nasiib me.n raahat nahii.n likhii hai to kyaa
Mahmood rae Barelvi
Ghazal
bevafaa naam rakho yaa ki vafaadaar kaho
kisii unvaa.n se navaazo magar aavaaz to do
Samia Naseem
Ghazal
Ishaq Athar Siddiqui
Ghazal
jhuk gayaa dil ruuh ne sajda kiyaa be-iKHtiyaar
jalva-gaah-e-dil-navaaz-o-ruuh-parvar hai yahii
Zaheen Shah Taji
Ghazal
navaazo daar-o-rasan se ki khaal khinchvaa.o
bas ek baar ye kah do ki mai.n tumhaaraa huu.n
Ghamgeen Qureshi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
na tan me.n KHuun faraaham na ashk aa.nkho.n me.n
namaaz-e-shauq to vaajib hai be-vuzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nigah buland suKHan dil-navaaz jaa.n pur-soz
yahii hai raKHt-e-safar miir-e-kaarvaa.n ke liye