SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazarii"
Ghazal MATCHES FOR "nazarii"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
apnii to jahaa.n aa.nkh la.Dii phir vahii.n dekho
aa.iine ko lapkaa hai pareshaa.n-nazarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
log rote hai.n merii bad-nazarii kaa ronaa
tum bhii is rau me.n bahoge mujhe ma.aluum na thaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
shu.uur o hosh o KHirad kaa mo.aamla hai ajiib
maqaam-e-shauq me.n hai.n sab dil o nazar ke raqiib
Allama Iqbal
Ghazal
kitne charaaG nuur se mahruum ho ga.e
jab se hamaarii KHush-nazarii chhiin lii ga.ii
Iqbal Azeem
Ghazal
ma.aluum hu.aa aur hai ik aalam-e-asraar
aa.iina-e-hastii kii pareshaa.n-nazarii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
pyaas kaa.nTo.n ko bujhaataa hai lahuu se apne
kitnii baaliG-nazarii hai mirii diivaane me.n
Iqbal Azeem
Ghazal
KHud-ba-KHud mai hai ki shiishe me.n bharii aave hai
kis balaa kii tumhe.n jaaduu-nazarii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
isii udaasii ne KHush-nazarii kii dii hai sauGaat
dekho to kahne ko vaise yaar udaasii hai
Siddharth Saaz
Ghazal
ejaaz hai ye terii pareshaa.n-nazarii kaa
ilzaam na dhar ishq pe shoriida-sarii kaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
hamaarii kam-nazarii se jo ho ga.e mahduud
unhii mazaaro.n me.n raushan zamiir rahte hai.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
yaa kiyaa jaa.e mujhe KHush-nazarii se aazaad
yaa isii dasht me.n paidaa ko.ii suurat kii jaa.e
Irfan Siddiqi
Ghazal
ruuh-e-sayyad pe KHudaa jaane guzar jaa.egii kyaa
aam alii-ga.Dh me.n hu.ii kam-nazarii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
na ab vo KHush-nazarii hai na KHush-KHisaalii hai
ye kyaa hu.aa mujhe ye vaz.a kyuu.n banaa lii hai
Mushfiq Khwaja
Ghazal
ik dam me.n havaa ho ga.e sab amalii o nazarii
the yaad jo asbaab o alaamaat to phir kyaa