SEARCH RESULTS
Showing search results for "ni.am"
Ghazal MATCHES FOR "ni.am"
Ghazal
falak ne us ko paalaa thaa ba.De naaz-o-ni.am se
sitaara jo tire ruKHsaar par rakkhaa hu.aa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
aap ke laa.o-ni.am ne turfa dikhlaayaa tilism
naa-umiidii kahtii hai ummiid-vaarii chaahiye
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
kyaa hu.aa KHair to hai kaisii musiibat aa.ii
kis ne maaraa tujhe kyuu.n aa.nkh hai nam ai naaseh
Shauq Bahraichi
Ghazal
kyuu.n-kar na ro.iye dil-e-gum-gashta ke liye
naaz-o-ni.am se thaa jise paalaa nikal gayaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
naaz-o-ni.am se paal ke jis ko javaa.n kiyaa
afsos aaj mai.n usii beTe pe baar huu.n
Imran Saghar
Ghazal
baarhaa dekhaa hai 'maahir' un ko maGmuum-o-maluul
ham jinhe.n parvurda-e-naaz-o-ni.am karte rahe
Iqbal Mahir
Ghazal
Nashtar Chaprawi
Ghazal
samajh lo hai.n mahruum lazzaat-e-dii.n se
jo duniyaa ke naaz-o-ni.am dekhte hai.n
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
lo Duub gayaa farsh-e-‘azaa diida-e-nam se
ab ko.ii na girye kaa taqaazaa kare ham se
Azwar Shirazi
Ghazal
KHvaah vo zaat me.n aa.iina-e-KHud-sar kahlaa.e
mai.n bahar-haal ba.De naaz-o-ni'am kartaa huu.n
Osaama ameer
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ba.Daa hai dard kaa rishta ye dil Gariib sahii
tumhaare naam pe aa.e.nge Gam-gusaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ko.ii mere dil se puuchhe tire tiir-e-niim-kash ko
ye KHalish kahaa.n se hotii jo jigar ke paar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
dil mudda'ii ke harf-e-malaamat se shaad hai
ai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tumhaare KHat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
na thaa raqiib to aaKHir vo naam kis kaa thaa