SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigaah-e-naaz-e-ibaarat"
Ghazal MATCHES FOR "nigaah-e-naaz-e-ibaarat"
Ghazal
ishaare kyaa nigah-e-naaz-e-dil-rubaa ke chale
sitam ke tiir chale niimche qazaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
lutf-e-nigaah-e-naaz kii tohmat uThaa.e kaun
kuchh der kii bahaar ko KHaatir me.n laa.e kaun
Shakeel Badayuni
Ghazal
mast-e-nigaah-e-naaz kaa armaa.n nikaaliye
be-KHud banaa ke bazm se ai jaa.n nikaaliye
Sahir Dehlavi
Ghazal
tiir-e-nigaah-e-naaz kaa ghaayal jigar nahii.n
dil KHaana-e-KHudaa hai kisii but kaa ghar nahii.n
Sanjar Ghazipuri
Ghazal
vo tilism-e-nigah-e-naaz kahaa.n bhuulaa hai
Gam kii ruudaad kaa aaGaaz kahaa.n bhuulaa hai
Masood Tanha
Ghazal
dil mast hai lutf-e-nigah-e-naaz to dekho
hai kitnaa hasii.n ishq kaa aaGaaz to dekho
Aslam Barabankvi
Ghazal
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
vaqf-e-nigaah-e-naaz miraa dil na ho sakaa
ye aa.ina bhii un ke muqaabil na ho sakaa
Haqqi Hazeen
Ghazal
vahshat-e-jaa.n ko payaam-e-nigah-e-naaz to do
is fasaane ko zaraa garmii-e-aaGaaz to do
Hasan Naim
Ghazal
kar rahaa hai saamnaa tiir-e-nigaah-e-naaz kaa
allah allah ye kaleja aashiq-e-jaa.nbaaz kaa
Fazal Husain Sabir
Ghazal
nigah-e-naaz kare shauq se barbaad mujhe
hai miraa zauq-e-nazar maana-e-fariyaad mujhe
Saqib Rampuri
Ghazal
jo nigaah-e-naaz kaa bismil nahii.n
dil nahii.n vo dil nahii.n vo dil nahii.n
Mubarak Azimabadi
Ghazal
terii nigaah-e-naaz se chhuuTe hu.e daraKHt
mar jaa.e.n kyaa kare.n bataa suukhe hu.e daraKHt
Varun Anand
Ghazal
nigaah-e-naaz kaa haasil hai e'tibaar mujhe
havaa-e-shauq zaraa aur bhii nikhaar mujhe
Yazdani Jalandhari
Ghazal
nigaah-e-naaz ke maaro.n kaa haal kyaa hogaa
na bach sake to bechaaro.n kaa haal kyaa hogaa