SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-bad"
Ghazal MATCHES FOR "nigah-e-bad"
Ghazal
kyuu.n badle hu.e hai.n nigah-e-naaz ke andaaz
apno pe bhii uTh jaatii hai aGyaar ke hote
Zehra Nigaah
Ghazal
apnaa har andaaz aa.nkho.n ko tar-o-taaza lagaa
kitne din ke baa'd mujh ko aa.iina achchhaa lagaa
Zehra Nigaah
Ghazal
tere sabhii kulaah-posh koh-e-Guruur se gire
apnii to tark-e-sar ke baa'd ishq me.n bartarii rahii
Zehra Nigaah
Ghazal
nigaah-e-bad kaa andesha hai mujh ko
vo baiThe hai.n jabii.n par til banaa kar
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
javaan beTii ke hamraah bhiik maa.ngtaa hai
nigaah-e-bad jo pa.Degii faqiir jaagegaa
Sayeed Ahsan
Ghazal
allaah bachaa.e nigah-e-bad se kisii kii
mahfil me.n unhe.n aaj to sab dekh rahe hai.n
Dr. Fauq Kareemi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Hilal Badayuni
Ghazal
nigaah-e-bad na tirii aa.ii yaad ko lag jaa.e
isii KHayaal se kamre me.n raushnii nahii.n kii
Noorul Hasan Noor
Ghazal
betaabiyo.n se chhup na sakaa haal-e-aarzuu
aaKHir bache na us nigah-e-bad-gumaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
phuuTe vo aa.nkh jo dekhe nigah-e-bad se use
aa.iine se dil-e-aarif ke musaffaa hai vo ruKH
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Sohail Azad
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
nigaah-e-diida-e-ta.abiir ke havaale 'KHalish'
hai ye bayaaz alag intiKHaab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
kam-maa.egii ne dil tujhe be-qadr kar diyaa
duzd-e-nigaah-e-naaz ke qaabil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
dil-o-nigaah pe kyuu.n chhaa rahaa hai ai saaqii
ye terii aa.nkh kaa nashsha sharaab se pahle