SEARCH RESULTS
Showing search results for "nihatte"
Ghazal MATCHES FOR "nihatte"
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
tanhaa nihatte la.Dte rahe zindagii kii ja.ng
lashkar thaa saath aur na tiir-o-kamaan the
Farhan Hanif Warsi
Ghazal
ko.ii na Daale nigaah-e-Galat ki mai.n apne
nihatte haatho.n ko talvaar karne vaalii huu.n
Siya sachdev
Ghazal
shajar ye chaar-suu baad-e-KHizaa.n ke maare hu.e
sipaahii jaise nihatte aduu se haare hu.e
Shabab Lalit
Ghazal
yuu.n to kahne ko mire KHuun ke pyaase hai.n sabhii
sar qalam kaun karegaa ki nihatte hai.n sabhii
Kaifi Sanbhali
Ghazal
ajiib chiiz anaa kaa KHumaar bhii hai 'kamaal'
nihatte ho ke bhii maidaa.n me.n a.D ga.e hai.n log
Anwar Kamal Anwar
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
baar baar uThnaa usii jaanib nigaah-e-shauq kaa
aur tiraa Gurfe se vo aa.nkhe.n la.Daanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
is kii vo jaane use paas-e-vafaa thaa ki na thaa
tum 'faraaz' apnii taraf se to nibhaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n zindagii kaa saath nibhaataa chalaa gayaa
har fikr ko dhu.e.n me.n u.Daataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
nigah-e-yaar ko ab kyuu.n hai taGaaful ai dil
vo tire haal se Gaafil kabhii aisii to na thii