SEARCH RESULTS
Showing search results for "niim"
Ghazal MATCHES FOR "niim"
Ghazal
ko.ii mere dil se puuchhe tire tiir-e-niim-kash ko
ye KHalish kahaa.n se hotii jo jigar ke paar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
naGma-e-nau-bahaar agar mere nasiib me.n na ho
us dam-e-niim-soz ko taa.irak-e-bahaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
naavak-andaaz jidhar diida-e-jaanaa.n ho.nge
niim-bismil ka.ii ho.nge ka.ii be-jaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
na mu.D kar bhii be-dard qaatil ne dekhaa
ta.Dapte rahe niim-jaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
raat ne aisaa pe.nch lagaayaa TuuTii haath se Dor
aa.ngan vaale niim me.n jaa kar aTkaa hogaa chaa.nd
Rahi Masoom Raza
Ghazal
mai.n niim-shab aasmaa.n kii vus.at ko dekhtaa thaa
zamii.n pe vo husn-zaar utraa to mai.n ne dekhaa
Muneer Niyazi
Ghazal
nikal gayaa kahii.n an-dekhe paaniyo.n kii taraf
zamii.n ke naam khulaa baadbaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
niim-jaa.n hai kis liye haal-e-KHilaafat dekh kar
Dhuu.nD le ko.ii davaa is ko bachaane ke liye