SEARCH RESULTS
Showing search results for "nipat"
Ghazal MATCHES FOR "nipat"
Ghazal
us vaaste kaa.npuu.n huu.n ki hai aah nipaT sard
ye baav kaleje ke kahii.n paar na hove
Meer Taqi Meer
Ghazal
jaama-e-daaG ko malbuus kar apnaa din raat
kyuu.nki ye jaama tire qad pe nipaT Thiik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
big.Dii hai nipaT 'miir' tapish aur jigar me.n
shaayad ki mire jii hii par ab aan banii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil pahu.nchaa halaakii ko nipaT khii.nch kasaalaa
le yaar mire sallamahuu allaah-ta.aalaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kahnaa tire mu.nh par to nipaT be-adabii hai
zaahid jo sifat tujh me.n hai sozan-e-jalbii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
chashm-e-bad duur ho nazar na kahii.n
hai nipaT hii bahaar aa.nkho.n me.n
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
dil mire dil Gam-e-duniyaa se nipaT le ki abhii
tujhe karnii hai na.e zaKHm kii mehmaanii bhii
Sanaullah Zaheer
Ghazal
aayaa huu.n paara-dozii-e-dil se nipaT ba-ta.ng
aise phaTe hu.e ko mai.n kab tak rafuu karuu.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hai iztiraab-e-dil se nipaT arsa mujh pe ta.ng
aaj us talak ba-diida-e-tar jaa.uu.n kyaa karuu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
yaar-e-jaanii to zamaane me.n nipaT kam-yaab hai.n
kiijiye dushman agar apnaa to jaanii kiijiye
Siraj Aurangabadi
Ghazal
teG-e-abruu kuu.n nipaT kaste ho pan hairaa.n huu.n mai.n
kaun se biimaar par ye aab dam hone lagaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ahvaal nipaT ta.ng hai biimaar kaa tere
is vaqt tuu ai aa.iina-ruKHsaar kidhar hai