SEARCH RESULTS
Showing search results for "nisaa"
Ghazal MATCHES FOR "nisaa"
Ghazal
Kavish Badri
Ghazal
hai be-hayaa.ii had se jo garmii zyaada ho
shoKHii bahut to mard-o-nisaa ko burii lage
Meer Hasan
Ghazal
har chand amrado.n me.n hai ik raah kaa mazaa
Gair-az-nisaa vale na milaa chaah kaa mazaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kare.n kah do mu.nh band Gunche sab apnaa
mai.n likhtii mu.ammaa huu.n us ke vahaa.n kaa
Qamar-un-Nisa Qamar
Ghazal
ham tire bande hamaaraa tuu KHudaa-vand-e-kariim
dast-e-qudrat me.n tire dono.n-jahaa.n kii tanziim
Basheer-un-Nisa Begum
Ghazal
pahle saabit kare.n is vahshii kii taqsiire.n do
kyuu.n mire paa.nv me.n pahnaate hai.n zanjiire.n do
Shams-Un-Nisa Begum Sharm
Ghazal
ham itnii ehtiyaat se hai.n zindagii ke saath
kaTtii ho jaise 'umr kisii ajnabii ke saath
Azeezun Nisaa Saba
Ghazal
phuul barsaa.e ko.ii yaa ko.ii patthar phe.nke
shart itnii hai ki rusvaa.ii se bach kar phe.nke
Azeezun Nisaa Saba
Ghazal
kabhii kisii ko mukammal jahaa.n nahii.n miltaa
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
safar me.n dhuup to hogii jo chal sako to chalo
sabhii hai.n bhii.D me.n tum bhii nikal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
aahaT sii ko.ii aa.e to lagtaa hai ki tum ho
saaya ko.ii lahraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
be-naam saa ye dard Thahar kyuu.n nahii.n jaataa
jo biit gayaa hai vo guzar kyuu.n nahii.n jaataa
Nida Fazli
Ghazal
hosh vaalo.n ko KHabar kyaa be-KHudii kyaa chiiz hai
ishq kiije phir samjhiye zindagii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
ash.aar mire yuu.n to zamaane ke liye hai.n
kuchh sher faqat un ko sunaane ke liye hai.n