SEARCH RESULTS
Showing search results for "nisaar-e-jur.at-e-inkaar"
Ghazal MATCHES FOR "nisaar-e-jur.at-e-inkaar"
Ghazal
har va.ada jaise harf-e-Galat thaa saraab thaa
ham to nisaar-e-jur.at-e-inkaar ho ga.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
har vaada jaise harf-e-Galat thaa saraab thaa
ham to nisaar-e-jur.at-e-inkaar ho ga.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
saahib-e-jur.at-e-iz.haar nahii.n hai ko.ii
vaqt se barsar-e-paikaar nahii.n hai ko.ii
Kamal Lakhnavi
Ghazal
tanhaa amiin-e-jur.at-e-iz.haar mai.n hii thaa
shaayad isii binaa pe sar-e-daar mai.n hii thaa
Zaki Mahfooz
Ghazal
gunaah-e-jur.at-e-tadbiir kar rahaa huu.n mai.n
ye kis qimaash kii taqsiir kar rahaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
dahr ko daa.era-e-teG me.n rakhne vaale
vus.at-e-jur.at-e-inkaar tujhe kyaa ma.aluum
Tariq Qamar
Ghazal
jur.at-e-arz-e-tamannaa mujhe kyo.n kar ho 'ka.nval'
KHaatir-e-husn pe har baat giraa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
ham se na hu.ii jur.at-e-iz.haar-e-tamanna
ik umr rahe dil me.n liye KHaar-e-tamannaa
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
aa.o ki ab to jur.at-e-jurm-e-suKHan kare.n
fikr-e-suKHan ko chho.D ke fikr-e-chaman kare.n
Sada Ambalvi
Ghazal
jur.at-e-‘arz-e-haal kartaa huu.n
Darte Darte savaal kartaa huu.n
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
mataa.a-e-jur.at-e-dil vaqf-e-yak-nigaah-e-karam
vajuud be-sar-o-saamaa.n rahiin-e-mulk-e-adam
Talha Rizvi Barq
Ghazal
nigaah-e-shauq ko jalve se yuu.n na rakh mahruum
hai shirk jur.at-e-inkaar-e-diid tauba kar
Abdussalam Asim
Ghazal
qadr-daa.n ko.ii suKHan kaa na rahaa ai 'jur.at'
kunj-e-tanhaa.ii me.n auqaat tuu KHaamosh guzaar
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tasliim kii sarisht bas iijaab aur qubuul
saare savaal jur.at-e-inkaar se uThe
Akbar Hyderabadi
Ghazal
ko.ii iz.haar-e-vafaa aap se kaise kartaa
baat kah dene kii jur.at to kabhii dii hotii