SEARCH RESULTS
Showing search results for "nisaar-e-jur.at-e-inkaar"
Nazm MATCHES FOR "nisaar-e-jur.at-e-inkaar"
Nazm
waqt aur dariya
vaqt hii kaa masraf-e-jaa.ez 'nisaar'
baaG-e-hastii ko hai kartaa pur-bahaar
Nisar Abbasi
Nazm
shair
azmat-e-aadam se kar ke munzabit apnaa suKHan
Gam-zado.n ko jur.at-e-zauq-e-safar detaa hai vo
Habeeb Jaunpuri
Nazm
yas o umid
badr o ahzaab kii ja.ngo.n kaa alam-daar hai tuu
jur.at-e-KHaalid-e-jaa.n-baaz milii hai tujh ko
Urooj Qadri
Nazm
hum apne jazba-e-dil se muhayya ek jahan kar len
zamaana de rahaa hai daa'vat-e-bedaarii-o-jur.at
nigaah-o-dil ko aamaada baraa-e-imtihaa.n kar le.n
Inam Thanvi
Nazm
bhaarat ke musalman
islaam kii ta.aliim se begaana hu.aa tuu
naa-mahram-e-har-jur.at-e-rindaana hu.aa tuu
Jagan Nath Azad
Nazm
bhikari
jur.at-e-'iisaa'-o-'mansuur' se bhii kuchh na hu.aa
roz-o-shab marhala-e-daar-o-rasan hai.n ki jo the
Iqbal Umar
Nazm
be-jurat-e-rindana har ishq hai rubahi
be-jur.at-e-rindaana har 'ishq hai ruubaahii
baazuu hai qavii jis kaa vo 'ishq yadullaahii
Allama Iqbal
Nazm
hum KHud bhi apne sath nahin
har shab kii sahar ban saktii hai
ye jur.at-o-naa-farmaanii-e-shab
Pirzada Qasim
Nazm
raqs-e-musalsal
achaanak us kii jhalak dekh kar ye farmaayaa
abhii hai zarra-e-KHaakii me.n jur.at-e-parvaaz
Aziz Tamannai
Nazm
bulbul
use bhii vaqf-e-tamanna-e-yaar kar denaa!
nisaar-e-jalva-e-gul jaan-e-zaar kar denaa!
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
ye viiraano.n me.n KHud-rav naGmagii hai
mohabbat jur.at-e-iz.haar hai kirdaar hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
maslahat
tuu kahaa.n aur mirii jur.at-e-be-baak kahaa.n
tujh ko is kaahish-e-jaa.n-soz kaa idraak kahaa.n
Naresh Kumar Shad
Nazm
sar-e-tur
haath kaaTe ga.e jur.at-e-shauq par
KHuu.n-chakaa.n ho ke vo gul-fishaa.n ho ga.e