SEARCH RESULTS
Showing search results for "nishaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "nishaa.n"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
nahii.n paa.egaa nishaa.n ko.ii hamaaraa hargiz
ham jahaa.n se ravish-e-tiir-e-nazar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
na.ii zamiin nayaa aasmaa.n bhii mil jaa.e
na.e bashar kaa kahii.n kuchh nishaa.n nahii.n miltaa
Kaifi Azmi
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye aql o dil hai.n sharar shola-e-mohabbat ke
vo KHaar-o-KHas ke liye hai ye niistaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Duub jaa.uu.n to ko.ii mauj nishaa.n tak na bataa.e
aisii naddii me.n utar jaane ko jii chaahtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
mariyam kahaa.n talaash kare apne KHuun ko
har shaKHs ke gale me.n nishaan-e-saliib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
hai bas-ki har ik un ke ishaare me.n nishaa.n aur
karte hai.n mohabbat to guzartaa hai gumaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
nishaan-e-hijr bhii hai vasl kii nishaaniyo.n me.n
kahaa.n kaa zaKHm kahaa.n par dikhaa.ii dene lagaa
Shaheen Abbas
Ghazal
vo aadmii nahii.n hai mukammal bayaan hai
maathe pe us ke choT kaa gahraa nishaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
kyaa puuchhte ho naam-o-nishaan-e-musaafiraa.n
hindostaa.n me.n aa.e hai.n hindostaa.n ke the