SEARCH RESULTS
Showing search results for "nishaa.n-daar-e-naaz"
Ghazal MATCHES FOR "nishaa.n-daar-e-naaz"
Ghazal
jeb-e-niyaaz-e-ishq nishaa.n-daar-e-naaz hai
aa.iina huu.n shikastan-e-tarf-e-kulaah kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo jin ke dar-e-naaz pe jhuktaa thaa zamaana
aate the ba.Dii duur se chal kar isii ghar me.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
haram-saraa-e-naaz hai ki dar-e-gah-e-niyaaz hai
nigaah-e-niim-baaz bhii nigaah-e-niim-baaz hai
Pundit Amar Nath Hoshiyarpuri
Ghazal
saadiqul-qaul kii pahchaan yahii hai ai 'naaz'
dil me.n Dar hotaa hai aa.nkho.n me.n hayaa hotii hai
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
sar-e-niyaaz dar-e-naaz se uThaa na sakaa
kii ek sajde me.n takmiil-e-bandagii mai.n ne
Mohammad Ishaq Afsar Afaqi
Ghazal
sar-e-niyaaz kii azmat ke raaz jab khulte
dar-e-butaa.n se nishaan-e-dar-e-haram milte
Mohammad Naqi Rizvi Asr
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
kyuu.n dar-pai-e-talaash hai.n ahbaab-o-aqrabaa
'parvii.n' shahiid-e-naaz ko qaatil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dekhiye qaabil-e-qubull apnii namaaz ho na ho
sajda to kar jabiin-e-shauq dar-gah-e-naaz ho na ho
Hayat Amrohvi
Ghazal
na uThaanaa thaa dar-e-mai-kada-e-naaz se ab
varna pahle mujhe mai-nosh na kar denaa thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
taKHta-e-daar pe laa.ii nigah-e-naaz mujhe
'ishq ne maan liyaa saahib-e-e'zaaz mujhe
Munawwar Tabish Sambhali
Ghazal
aa.iina-daar-e-partav-e-tasviir-e-naaz hai.n
ye kahkashaa.n ye qaus-e-quzah surKH-ruu shafaq
Musavvir Karanjavi
Ghazal
dar-o-diivaar pe hijrat ke nishaa.n dekh aa.e.n
aa.o ham apne buzurgo.n ke makaa.n dekh aa.e.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
puuchhte puuchhte aa jaa.o mere ghar kii taraf
hai pata ye ki nishaan-e-dar-o-diivaar nahii.n
Munshi Bihari Lal Mushtaq Dehlwi
Ghazal
ai tarah-daar-e-ishva-taraaz-e-dayaar-e-naaz
ruKHsat hu.aa huu.n tere liye dil-galii se mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
ba-zo.am-e-naaz kuu-e-be-kasii me.n aa pahu.nchaa
ba-sad niyaaz dar-e-dostaa.n paka.Dte hu.e
Jawed Adil Sohavi
Ghazal
hariim-e-naaz ko dekho ki aaj pahlii baar
dar-e-niyaaz khulaa hai yaqii.n nahii.n aataa
Raj Kumar Qais
Ghazal
daaruu-e-dard-e-nihaa.n raahat-e-jaanii sanamaa
iisaa-e-murda-dilaa.n yuusuf-e-saanii sanamaa