SEARCH RESULTS
Showing search results for "noor parkar"
Ghazal MATCHES FOR "noor parkar"
Ghazal
mil ga.ii najaat us ko apnii sargiraanii se
munqasim hu.aa patthar buu.nd buu.nd paanii se
Noor Paikar
Ghazal
auraaq zindagii ke ulaTne lage to hai.n
aasaar-e-sub.h-o-shaam badalne lage to hai.n
Noor Paikar
Ghazal
sa.uubato.n kaa safar hai safar tamaam to ho
Thahar bhii saktaa huu.n lekin ko.ii maqaam to ho
Noor Paikar
Ghazal
ba.Dhe hai.n haath kahaa.n ye to ik numaa.ish hai
mai.n Duub jaa.uu.n mire dosto.n kii KHvaahish hai
Noor Paikar
Ghazal
havaa-e-tund kaa jho.nkaa udaas kar degaa
badan se lipTegaa aur be-libaas kar degaa
Noor Paikar
Ghazal
na rahguzar me.n thii terii na kaa.enaat me.n thii
safar kii saarii sa.uubat mirii hayaat me.n thii
Noor Paikar
Ghazal
Noor Paikar
Ghazal
hamaarii aa.nkho.n me.n ab ko.ii aks-e-KHvaab kahaa.n
jo iztiraab thaa dil me.n vo iztiraab kahaa.n
Noor Paikar
Ghazal
dasht-dar-dasht phire aabla-paa.ii le kar
ham to KHush ho liye sahraa kii KHudaa.ii le kar
Noor Paikar
Ghazal
Abhishek Shukla
Ghazal
Yawar Azeem
Ghazal
Mushtaq Ahmad Noori
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
jo mere KHvaab me.n rahii paikar-e-ra.ng-e-nuur thii
ye to lahuuluhaan hai ye to mirii sahar nahii.n