SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuqta"
Ghazal MATCHES FOR "nuqta"
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
hai yaad mujhe nukta-e-salmaan-e-KHush-aaha.ng
duniyaa nahii.n mardaan-e-jafaa-kash ke liye tang
Allama Iqbal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
adaa-shanaas tiraa be-zabaa.n nahii.n hotaa
kahe vo kis se ko.ii nukta-daa.n nahii.n hotaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
taKHaatub hai tujh se KHayaal aur kaa hai
ye nukta vafaa me.n ba.De Gaur kaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
ek lamha ki mile.n saare zamaane jis me.n
ek nukta sabhii hikmat ke KHazaane jis me.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
vahii to sab se ziyaada hai nukta-chii.n meraa
jo muskuraa ke hamesha gale lagaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ye nukta zehn me.n rakhnaa kisii ilzaam se pahle
tumhaaraa naam aa.egaa hamaare naam se pahle
Shehab Kazmi
Ghazal
likhnaa hai sar-guzasht qalam naaz se uThaa
har nuqta-e-hayaat ko aaGaaz se uThaa
Jameel Azimabadi
Ghazal
ilaaj-e-zof-e-yaqii.n in se ho nahii.n saktaa
Gariib agarche hai.n 'raazii' ke nukta-haa-e-daqiiq