SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuqta"
Nazm MATCHES FOR "nuqta"
Nazm
tulu-e-islam
ye nukta sarguzisht-e-millat-e-baizaa se hai paidaa
ki aqvaam-e-zamiin-e-asia kaa paasbaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
wo
vo mire aate hii us kii nukta-parvar KHaamushii
jaise ko.ii huur ban jaa.e yakaayak falsafii
Jaun Eliya
Nazm
masjid-e-qurtuba
nuqta-e-parkaar-e-haq mard-e-KHudaa kaa yaqii.n
aur ye aalam tamaam vahm o tilism o majaaz
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
nafas se jis ke khilii merii aarzuu kii kalii
banaayaa jis kii muravvat ne nukta-daa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
haa.e ab kyaa ho ga.ii hindostaa.n kii sar-zamii.n
aah ai nazzaara-aamoz-e-nigaah-e-nukta-bii.n
Allama Iqbal
Nazm
siddhaarth ki ek raat
kitnaa chhoTaa hai miraa qad...
farsh par jaise kisii harf se ik nuqta giraa ho
Gulzar
Nazm
nukta-e-tauhid
بياں ميں نکتہ توحيد آ تو سکتا ہے
ترے دماغ ميں بت خانہ ہو تو کيا کہيے
Allama Iqbal
Nazm
kitab gumrah kar rahi hai
ye ek nukta hai ism-e-aazam
kis ism-e-aazam kii justujuu me.n
Shahram Sarmadi
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
nukta-chii.n ne ye kahaa uTh ke ki haa.n ai faaruuq
hukm de ham ko ki ab ham use maane.nge zaruur
Shibli Nomani
Nazm
naqqad
mantaqii kaa.nTe pe rakhtaa hai kalaam-e-dil-paziir
kaash is nukte ko samjhe terii tab-e-harf-giir