SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuun"
Ghazal MATCHES FOR "nuun"
Ghazal
ham to kahne jaa rahe the hamza-e-ye vassalaam
biich me.n us ne achaanak nuun-Gunna kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
tiraa KHayaal bahut der tak nahii.n rahtaa
ko.ii malaal bahut der tak nahii.n rahtaa
Noon Meem Danish
Ghazal
hame.n to aap ne soz-e-alam hii baKHshaa thaa
jo nuur ban ga.ii us tiirgii ko kyaa kiije
Noon Meem Rashid
Ghazal
mulk-e-suKHan me.n yuu.n nahii.n aane kaa inqalaab
do-chaar baar nuun kaa elaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
tire karam se KHudaa.ii me.n yuu.n to kyaa na milaa
magar jo tuu na milaa ziist kaa mazaa na milaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
tuu aashnaa-e-jazba-e-ulfat nahii.n rahaa
dil me.n tire vo zauq-e-mohabbat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
ilm KHaaliq kaa KHazaana hai miyaan-e-kaaf-o-nuun
ek kun kahne se ye kaun-o-makaa.n paidaa hu.e
Meer Anees
Ghazal
dekhe hu.e kisii ko bahut din guzar ga.e
is dil kii bebasii ko bahut din guzar ga.e
Noon Meem Danish
Ghazal
vo kisii bhii aks-e-jamaal me.n nahii.n aa.egaa
vo javaab hai to savaal me.n nahii.n aa.egaa
Noon Meem Danish
Ghazal
galiyo.n kii bas KHaak u.Daa ke jaanaa hai
ham ko bhii aavaaz lagaa ke jaanaa hai
Noon Meem Danish
Ghazal
miim bhii yuu.n hii hai aur nuun ke andar nuqta
muflisaa beg hai ye vaav bhii aur chhoTii he
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Noon Meem Danish
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jahaa.n vahm-o-gumaa.n ho jaa.egaa kyaa
yahaa.n sab kuchh dhu.aa.n ho jaa.egaa kyaa