SEARCH RESULTS
Showing search results for "ontal"
Ghazal MATCHES FOR "ontal"
Ghazal
kar ke da.avaa kahii.n anal-haq kaa
bar-sar-e-daar vo khi.nchaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
suurat-e-haal badal jaatii hai ik lamhe me.n
aadmii apne iraado.n me.n aTal kaise ho
Ashfaq Husain
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
isii ne mujh se kahaa ism-e-ahl-e-sidq amar
isii ne mujh se kahaa sach kaa faisla hai aTal
Ahmad Faraz
Ghazal
is KHuub-ruu ko bazm-e-hasiinaa.n me.n dekhiye
kartaa hai aan-baan ba.Dii aan-taan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham se ham-chashmii anal-haq ko kahaa.n maqduur hai
ashk har yak-daar mizhgaa.n par mire mansuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
iraada ho aTal to mo.ajaza aisaa bhii hotaa hai
diye ko zinda rakhtii hai havaa aisaa bhii hotaa hai
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Prabudha Saurabh
Ghazal
qatro.n ke lab pe shor-e-anal-bahr hai ravaa.n
taqliid kyaa ye hazrat-e-mansuur kii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
phir to mizraab-e-junuu.n saaz-e-anaa-lailaa chhe.D
haa.e vo shor-e-anal-qais ki mahmil se uThaa
Fani Badayuni
Ghazal
kahaa.n mai.n aur kahaa.n KHabt-e-anal-haq
ko.ii mere sivaa hai mai.n nahii.n huu.n
Azad Ansari
Ghazal
ai dasht-e-anal-haq tire qurbaan abhii tak
vo manzil iz.haar-e-sadaaqat nahii.n aa.ii
Aitbar Sajid
Ghazal
jab ki taqdiir aTal hai to du.aa kyaa ma.anii
zehn is falsafe ko hal nahii.n hone detaa
Rehana Roohi
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
tum shor-e-anal-haq ko dabaa hii nahii.n sakte
ye jaan lo mansuur sar-e-daar bahut hai.n
Umar Quraishi
Ghazal
sadaa hai KHuu.n me.n bhii mansuur ke anal-haq kii
kahe agar ko.ii tauhiid is qadar to kahe