SEARCH RESULTS
Showing search results for "p"
Ghazal MATCHES FOR "p"
Ghazal
ye to chaltii nahii.n p-m kii ijaazat ke baGair
is ko aivaan-e-sadaarat kii havaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
is qadar mujh pe martii hai paglii ko.ii
rone lagtii hai d p haTaane ke baad
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
J. P. Saeed
Ghazal
yaqiin jis kaa hai vo baat bhii gumaa.n hii lage
vo mehrbaan hai lekin balaa-e-jaa.n hii lage
J. P. Saeed
Ghazal
R P Shokh
Ghazal
hai hamaarii dostii kaa yahii muKHtasar fasaana
tiraa shauq-e-KHud-numaa.ii miraa zauq-e-aashiqaana
J. P. Saeed
Ghazal
puuchhoge to khul jaa.egii zaKHmo.n kii zabaa.n aur
purshish to guzartii hai Gam-e-dil pe giraa.n aur
R P Shokh
Ghazal
maanaa ki zalzala thaa yahaa.n kam bahut hii kam
bastii me.n bach ga.e the makaa.n kam bahut hii kam
P P Srivastava Rind
Ghazal
kuchh yaad nahii.n us ko ki kyaa bhuul gayaa hai
dil jaise ki jiine kii adaa bhuul gayaa hai
J. P. Saeed
Ghazal
KHushii milii na agar mujh ko zauq-e-Gam to milaa
milii na daulat-e-duniyaa mujhe qalam to milaa
J. P. Saeed
Ghazal
ye haadisa hai magar us taraf hu.aa bhii nahii.n
judaa hu.aa bhii to us se jo jaantaa bhii nahii.n
R P Shokh
Ghazal
ahbaab mere dard se kuchh be-KHabar na the
ye aur baat hai vo ko.ii chaaragar na the
J. P. Saeed
Ghazal
tham ga.e ashk bhii barse hu.e baadal kii tarah
dil kii betaabii vahii aaj bhii hai kal kii tarah
J. P. Saeed
Ghazal
be-pardagii pe hone lagii hai p h d
baaqii nahii.n kitaab-e-hayaa me.n hayaa kaa zikr
Mahwar Sirsivi
Ghazal
shikast-o-fat.h-e-muqaabil se be-niyaaz to hai
ba-faiz-e-daar-o-rasan ishq sarfaraaz to hai
J. P. Saeed
Ghazal
sahar kaa nuur hai taaro.n kaa in.ikaas nahii.n
fareb-KHurda ho tum yaa ziyaa-shanaas nahii.n
J. P. Saeed
Ghazal
aise bhii kuchh lamhe yaaro aa.e.nge
ham mashkuuk nazar se dekhe jaa.e.nge
P P Srivastava Rind
Ghazal
kaT ga.e ham to habiibo.n se ijaazat le kar
ham se miltaa hai raqiibo.n se ijaazat le kar
R P Shokh
Ghazal
udaas udaas the ham us ko ik zamaana hu.aa
Gazal kaa aa.ina dekhaa to muskuraanaa hu.aa