SEARCH RESULTS
Showing search results for "paaTal"
Ghazal MATCHES FOR "paaTal"
Ghazal
kaun ye paataal se ubhraa kinaare par 'saliim'
sar-phirii mauje.n abhii tak daa.ero.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
KHaamoshiyaa.n us saahil-e-aavaaz se aage
paataal se gahrii hai.n, samundar se ba.Dii hai.n
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
mai.n bichhaataa huu.n musallaa sar-e-mehraab-e-niyaaz
phir ibaadat mujhe paataal me.n le jaatii hai
Arif Imam
Ghazal
kaun ye paataal se le kar ubhartaa hai mujhe
itnii tahdaarii se mujh par munkashif hotaa hai kaun
Saleem Kausar
Ghazal
ra.ng pastii ke phir bhii na ifshaa hu.e
yuu.n to paataal tak aasmaa.n bhii gayaa
Abbas Tabish
Ghazal
arsh kii chaahat ho yaa paataal kaa shauq-e-safar
ibtidaa kii der hai phir intihaa ko.ii nahii.n
Khursheed Rizvi
Ghazal
ajiib rang ajab haal me.n pa.De hu.e hai.n
ham apne ahd kii paataal me.n pa.De hu.e hai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
hamaaraa kal ko.ii paataal me.n rakh aayaa hai
samundaro.n me.n se kahte hai.n ko.ii rasta hai
Manmohan Talkh
Ghazal
Shahid Meer
Ghazal
Duub kar kashtii kabhii ubhrii nahii.n paataal se
jiitnaa mumkin nahii.n hotaa hai KHud ko haar kar
Jawed Manzar
Ghazal
Duub kar un me.n na ubhraa hai na ubhregaa ko.ii
jhiil sii aa.nkho.n me.n paataal sii gahraa.ii hai
Minu Bakshi
Ghazal
sar-zamiine.n hai.n bahut ruuh ke paataal me.n bhii
maah-o-mirriiKH pe aavaaz-e-daraa KHuub sahii