SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahl"
Ghazal MATCHES FOR "pahl"
Ghazal
hamii.n ne tark-e-ta.alluq me.n pahl kii ki 'faraaz'
vo chaahtaa thaa magar hausla na thaa us kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ta'alluq to.Dne me.n pahl mushkil marhala thaa
chalo ham ne tumhaaraa bojh halkaa kar diyaa hai
Hasan Abbas Raza
Ghazal
jise sunaa.oge pahle hii sun chukaa hogaa
mujhe yaqiin hai ye aisaa vaaqi.a hogaa
Sagheer Malal
Ghazal
vo pahle-pahl to mujh se hii pyaar kartaa thaa
phir us ke baad kamaalaat par utar aaya
Idris Azad
Ghazal
hamesha us ko manaane me.n pahl karte ho
so us kaa yuu.nhii KHafaa honaa kuchh Galat bhii nahii.n
Ibrahim Noori
Ghazal
jo pahle-pahl a.ndheraa dikhaa.ii dete ho.n
vo baad baad ujaalaa dimaaG hote hai.n
Altamash Abbas
Ghazal
Dubonaa Duubnaa hai raahat-e-jaa.n khul gayaa uqda
jo pahle pahl us ke naino.n me.n us ke balam Duube
Sardar Panchhi
Ghazal
chalo hu.ii to hai kuchh chahl-pahl siine me.n bhii
janaazaa jaa rahaa hai yaa baraat chal rahii hai
Aftab Hussain
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaq
tujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
teraa pahluu tire dil kii tarah aabaad rahe
tujh pe guzre na qayaamat shab-e-tanhaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
aate jaate pal ye kahte hai.n hamaare kaan me.n
kuuch kaa ailaan hone ko hai tayyaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vo pal ki jis me.n mohabbat javaan hotii hai
us ek pal kaa tujhe intizaar hai ki nahii.n