SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahlu.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "pahlu.o.n"
Ghazal
mai.n sote sote ka.ii baar chau.nk chau.nk pa.Daa
tamaam raat tire pahlu.o.n se aa.nch aa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
vo mazaa diyaa ta.Dap ne ki ye aarzuu hai yaa-rab
mire dono.n pahlu.o.n me.n dil-e-be-qaraar hotaa
Ameer Minai
Ghazal
din pahlu.o.n se Taal diyaa kuchh na kah sake
har chand un ko vasl kaa inkaar hii rahaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
soz-e-dil-o-jigar kii shiddat phir aaj-kal hai
phir pahlu.o.n ke takiye mash'al banaa diye hai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai.n pahlu.o.n me.n daaG jo dono.n taraf 'nasiim'
jalva dikhaa rahe hai.n gulistaa.n idhar-udhar
Naseem Dehlvi
Ghazal
Tripurari
Ghazal
yahaa.n to kaaGazii pahlu.o.n kii rut hai
tabhii gul ko.ii murjhaataa nahii.n ab
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
Akhtar Hashmi
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
teraa pahluu tire dil kii tarah aabaad rahe
tujh pe guzre na qayaamat shab-e-tanhaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
is tarah pahro.n tujhe sochtaa rahtaa huu.n mai.n
merii har saa.ns tire naam likhii ho jaise
faiz anwar
Ghazal
aa.nkho.n me.n jo bhar loge to kaa.nTo.n se chubhe.nge
ye KHvaab to palko.n pe sajaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Dhuu.nDhe hai to palko.n pe chamakne ke bahaane
aa.nsuu ko mirii aa.nkh me.n aanaa nahii.n aataa