SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahu.nchne"
Ghazal MATCHES FOR "pahu.nchne"
Ghazal
mujh ko qismat hii pahu.nchne nahii.n detii varna
ek e.azaaz hai us dar kaa gadaagar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
ghar pahu.nchne kii na jaldii na tamannaa hai ko.ii
jis ne milnaa ho mujhe aa.e sar-e-raah mile
Umair Najmi
Ghazal
hai yuu.nhii ghuumte rahne kaa maza hii kuchh aur
aisii lazzat na pahu.nchne me.n na rah jaane me.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mar gayaa aavaara ho kar mai.n to jaise gard-baad
par jise ye vaaqi.a pahu.nchaa use vahshat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
der me.n pahu.nchne par bahs to hu.ii lekin
us kii be-qaraarii ko hasb-e-mudda.aa paayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
dekhiye mahfil-e-saaqii kaa natiija kyaa ho
baat shiishe kii pahu.nchne lagii paimaane tak
Qamar Jalalvi
Ghazal
manzil pe pahu.nchne kaa mujhe shauq hu.aa tez
rasta milaa dushvaar to mai.n aur chalaa tez
Saba Akbarabadi
Ghazal
Shakeel Jazib
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
tujh tak bhii pahu.nchne ke liye vaqt nahii.n thaa
kab daulat-e-duniyaa tire rah-giir uThaate
Saleem Kausar
Ghazal
sajdo.n ko mere phir tirii chaukhaT nasiib ho
manzil talak pahu.nchne kaa rasta mujhe bhii de
Naseem Nikhat
Ghazal
tire qariib pahu.nchne ke Dha.ng aate the
ye KHud-fareb magar raah bhuul jaate the
Kishwar Naheed
Ghazal
chalne kii tamanna thii pahu.nchne kii nahii.n thii
ab Duub bhii jaa.uu.n to mujhe paar samajhnaa
Shahid Kabir
Ghazal
manzil pe pahu.nchne kii ummiid ba.ndhe kaise
paa.nv bhii nahii.n uThte rasta bhii nahii.n jaataa
Shohrat Bukhari
Ghazal
tujh ko manzil pe pahu.nchne kaa hai da.avaa hamdam
mujh ko anjaam nazar aataa hai aaGaaz abhii