SEARCH RESULTS
Showing search results for "paigaam-e-ulfat"
Ghazal MATCHES FOR "paigaam-e-ulfat"
Ghazal
dil se paiGaam-e-ulfat miTaane ke baad
kho diyaa phir tujhe ham ne paane ke baad
Shagufta Shafiq
Ghazal
mai.n us ko suurat-e-KHargaah-o-KHema huu.n 'ulfat'
miraa sanam mujhe misl-e-tanaab lagtaa hai
Raakesh ulfat
Ghazal
Jawed Ulfat
Ghazal
rashk aataa hai mujhe rasm-e-vafaa par 'ulfat'
bevafaa honaa yahaa.n shart-e-vafaa hai ab bhii
Jawed Ulfat
Ghazal
dekhiye haal-e-pareshaa.n ko ulaT kar 'ulfat'
ham kisii maazii ke kho.e hu.e aa.inda hai.n
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dars-e-ulfat hai zamaane ke liye meraa junuu.n
shauq se ahl-e-basiirat mujh ko diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
mai.n apne daa’vaa-e-ulfat se aaj baaz aayaa
guzar ga.ii hai magar sharmsaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
pattharo.n ke raaste se apne shiishe ke qadam
sa.i-e-laa-haasil kaa ik paiGaam le kar aa.e hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bahut din dars-e-ulfat me.n kaTe hai.n
mohabbat ke sabaq barso.n raTe hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aatish-e-ulfat kii dha.Dkan ba.Dh ga.ii
gir pa.Daa dil shola-e-ruKHsaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shikva-e-jaur-o-jafaa ho ye zaruurii to nahii.n
hashr ulfat kaa buraa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
na rahnumaa hai na manzil dayaar-e-ulfat me.n
qadam uThaate hii KHizr-e-shikasta-paa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Gam-e-ulfat Gam-e-duniyaa Gam-e-dii.n
uThaa.e baar kyaa kyaa naa-tavaa.n dil