SEARCH RESULTS
Showing search results for "paigambar"
Ghazal MATCHES FOR "paigambar"
Ghazal
paiGaam-bar kii baat par aapas me.n ranj kyaa
merii zabaa.n kii hai na tumhaarii zabaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
kaisaa javaab hazrat-e-dil dekhiye zaraa
paiGaam-bar ke haath me.n Tuk.De zabaa.n ke hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n paiGambar nahii.n huu.n phir bhii mujh me.n
ka.ii gum-sum sahiife bolte hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
siine me.n agar ho dil-e-bedaar-e-mohabbat
har saa.ns hai paiGambar-e-asraar-e-mohabbat
Jigar Moradabadi
Ghazal
e'jaaz kaa 'ajab lab-e-jaa.n-baKHsh se nahii.n
paiGambar us ko mus.haf-e-ruKHsaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
aa.nkho.n me.n nuur-e-mus.haf-e-jaanaa.n liye hu.e
phir kardgaar-e-ishq ke paiGaam-bar hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
KHush ho ai gosh ki jibriil-e-tarannum chahkaa
muzhda ai chashm ki paiGambar-e-anvaar aayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
paiGaambar ishaara-e-abruu se mar gayaa
phir jii uThegaa lab bhii hilaa do javaab me.n
Ismail Merathi
Ghazal
Kanupriya
Ghazal
huu.n jo kasrat hii ke qaa.il un pe kyaa
raaz-e-fat.h-e-sibt-e-paiGambar khule