SEARCH RESULTS
Showing search results for "paimaan-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "paimaan-e-mohabbat"
Ghazal
zulm aur jabr ke ahkaam se KHaamosh magar
mohr paimaan-e-mohabbat kii lagaa.e hu.e ho.nT
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kaash tuu dard-e-mohabbat se shanaasaa hotaa
ahd-o-paimaan-e-mohabbat se mukarne vaale
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
yaa-rab hayaat-e-ishq mirii be-mazaa na ho
jiite jii dil se dard-e-mohabbat judaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
ai paikar-e-jamiil tujhe yaad ho na ho
tujh se kabhii mile to the ham beshtar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ban kar armaan-e-mohabbat jo dilo.n par chhaa sake
kahne vaale bhii kahe.n to aisaa afsaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
aagaah-e-rah-o-rasm-e-mohabbat hai.n jo aashiq
vo KHud ko fuGaa.n se kabhii rusvaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
ahl-e-jahaa.n ko mujh se adaavat hai kyaa karuu.n
ye tarz-e-intiqaam-e-mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
ko.ii suurat ko.ii tadbiir nikaalii jaa.e
aabruu ishq-o-mohabbat kii bachaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
likhtaa bhii hai mujh ko sar-e-qirtaas-e-mohabbat
mazmuum jo lagtaa huu.n miTaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
da.avaa-e-mohabbat hai jinhe.n aaj chaman se
maazii me.n vahii desh ke Gaddaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ab to saudaa-e-mohabbat hai faqat diivaangii
varna saudaa-e-mohabbat kaa bhii ik usluub thaa