SEARCH RESULTS
Showing search results for "paivand"
Ghazal MATCHES FOR "paivand"
Ghazal
abruu se hai kyaa us nigah-e-naaz ko paivand
hai tiir muqarrar magar is kii hai kamaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
ahkaam tire haq hai.n magar apne mufassir
taaviil se qur.aa.n ko banaa sakte hai.n paazand
Allama Iqbal
Ghazal
paivand baadalo.n ke lage dekh jaa-ba-jaa
baglo.n ko aasmaan katarte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jab bahaar aa kar guzar jaa.egii ai sarv-e-bahaar
ek rang apnaa bhii paivand-e-KHizaa.n ho jaa.egaa
Naseer Turabi
Ghazal
KHvaahish-e-qurb ke paivand hai.n haatho.n me.n mire
ai junuu.n-zaad mujhe kitnaa sataayaa hu.aa hai
Kishwar Naheed
Ghazal
har sub.h mere sar par ik haadisa nayaa hai
paivand ho zamii.n kaa sheva is aasmaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
logo.n kii chaadaro.n pe banaatii rahii vo phuul
paivand us ne apnii qabaa me.n sajaa liye
Sibt Ali Saba
Ghazal
ai fasl-e-junuu.n ham ko pa.e-shaGl-e-garebaa.n
paivand hii kaafii hai agar jaama giraa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
laakh paivand umiido.n ne lagaa rakkhe hai.n
dil kii suurat nazar aatii hai garebaa.n kii tarah
Qateel Shifai
Ghazal
kahii.n paivand huu.n yaarab zamii.n ke
phire.nge us se yuu.n kab tak judaa ham
Meer Taqi Meer
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
''har gha.Dii dard ke paivand lage jaate hai.n''
ye mujhe mere gunaaho.n kaa asar lagtaa hai
Dr Amir Riyaz
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
aashiq huu.n mai.n nafrat hai mire rang ko ruu se
paivand nahii.n chaak garebaa.n ko rafuu se