SEARCH RESULTS
Showing search results for "panjaa"
Ghazal MATCHES FOR "panjaa"
Ghazal
kal sair kiyaa ham ne samundar ko bhii jaa kar
thaa dast-e-nigar panja-e-mizhgaa.n kii tarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hamii.n ne rok liyaa panja-e-junuu.n varna
hame.n asiir ye kotah-kamand kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
asiir-e-panja-e-ahd-e-shabaab kar ke mujhe
kahaa.n gayaa miraa bachpan KHaraab kar ke mujhe
Muztar Khairabadi
Ghazal
panja hai miraa panja-e-KHurshiid mai.n har sub.h
mai.n shaana-sifat saaya-e-ruu zulf-e-butaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
panja-e-ishq ne betaab kiyaa jab suu.n mujhe
chaak-e-dil tab suu.n basaa chaak-e-garebaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
naaKHun KHudaa na de tujhe ai panja-e-junuu.n
degaa tamaam aql ke baKHiye udhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
naaz o adaa o Gamza nigah panja-e-mizha
maare.n hai.n ek dil ko ye pil pil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
diivaanagaa.n kaa chaara faroG-e-bahaar hai
hai shaaKH-e-gul me.n panja-e-KHuubaa.n bajaa.e gul
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
naa-gahaa.n pa.nja-e-qaatil se mai.n kyaa chhuuT gayaa
us kii hasrat mire jiine kii du.aa kartii hai
Mohammad Aazam
Ghazal
gunaahgaar hai.n mehraab-e-teG ke saajid
jhukaayaa sar to adaa farz-e-panj-gaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
paayaa na dil bahaayaa hu.aa sail-e-ashk kaa
mai.n panja-e-mizha se samundar bilo chukaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
giraft panja-e-fanaa me.n KHasta-haal-o-KHuu.n-chakaa.n
hayaat-e-musta.aar hai zamii.n se aasmaan tak
Raghib Muradabadi
Ghazal
panja-e-mehr ko bhii KHuun-e-shafaq me.n har roz
Gote kyaa kyaa hai tiraa dast-e-hinaa.ii detaa