SEARCH RESULTS
Showing search results for "pant"
Ghazal MATCHES FOR "pant"
Ghazal
aa.iine se pardaa kar ke dekhaa jaa.e
KHud ko itnaa tanhaa kar ke dekhaa jaa.e
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
a.ndheraa miTtaa nahii.n hai miTaanaa pa.Dtaa hai
bujhe charaaG ko phir se jalaanaa pa.Dtaa hai
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
diid kii tamannaa me.n aa.nkh bhar ke ro.e the
ham bhii ek chehre ko yaad kar ke ro.e the
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
ek na.e saa.nche me.n Dhal jaataa huu.n mai.n
qatra qatra roz pighal jaataa huu.n mai.n
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
dhartii ko merii zaat se kuchh to namii milii
phuuTaa hai mere paa.nv kaa chhaalaa to kyaa hu.aa
Kunwar Bechain
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
ab to safar kaa ko.ii bhii maqsad nahii.n rahaa
ye kyaa hu.aa ki paa.nv kaa kaa.nTaa nikal gayaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
chaahato.n ke KHvaab kii ta.abiir thii bilkul alag
aur jiinaa pa.D rahii hai zindagii bilkul alag
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
rishto.n ke jab taar ulajhne lagte hai.n
aapas me.n ghar-baar ulajhne lagte hai.n
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
ruuh kii pyaas bujhaanaa ko.ii aasaan na thaa
saaf paanii ba.De gahre me.n milaa thaa mujh ko
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
KHvaahisho.n se valvalo.n se duur rahnaa chaahiye
jazr-o-mad me.n saahilo.n se duur rahnaa chaahiye
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
samundaro.n ko bhii dariyaa samajh rahe hai.n ham
ye apne-aap ko ab kyaa samajh rahe hai.n ham
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
phir vo be-samt u.Daano.n kii kahaanii sun kar
so gayaa pe.D parindo.n kii kahaanii sun kar
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
qurbate.n nahii.n rakkhii.n faasla nahii.n rakkhaa
ek baar bichh.De to raabta nahii.n rakkhaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
mustaqil rone se dil kii be-kalii ba.Dh jaa.egii
baarishe.n hotii rahii.n to ye nadii ba.Dh jaa.egii
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
paraayaa lag rahaa thaa jo vahii apnaa nikal aayaa
miraa ik ajnabii se duur kaa rishta nikal aayaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
har ek raat me.n apnaa hisaab kar ke mujhe
sahar ko chho.D diyaa aaftaab kar ke mujhe