SEARCH RESULTS
Showing search results for "panting"
Ghazal MATCHES FOR "panting"
Ghazal
pata chalaa vo ko.ii aam panting nahii.n hai
aur us ko bechne vaale the aaj sale me.n ham
Shozeb Kashir
Ghazal
Imran Rahib
Ghazal
panting jaan-e-musavvir ke bane haatho.n kii
dar-o-diivaar pe ye kaa.ii nahii.n ho saktii
Ahmad Irfan
Ghazal
vo jis ko aap ne naayaab panting kahaa hai
mujhe to paa.nch chhe ra.ngo.n ke chaar KHaane lage
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
sham.a jis kii aabruu par jaan de de jhuum kar
vo patingaa jal to jaataa hai fanaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
majlis me.n raat ek tire partave baGair
kyaa sham.a kyaa pata.ng har ik be-huzuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
soz-e-daruu.n se apne sharar ban ga.e hai.n ashk
kyuu.n aah-e-sard ko na pati.nge lagaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
garm-rau raah-e-fanaa kaa nahii.n ho saktaa pata.ng
us se to sham.a-namat sar bhii kaTaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
ik pati.nge ne ye apne raqs-e-aaKHir me.n kahaa
raushnii ke saath rahiye raushnii ban jaa.iye
Saleem Ahmed
Ghazal
ta.ng aa chuke 'anant' ab le le patang anaa kii
mai.n Dhiil de rahaa huu.n ye aur aka.D rahii hai
Anant Gupta
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kashish charaaG kii ye baat kar ga.ii raushan
pati.nge KHud nahii.n aate bulaa.e jaate hai.n
Purnam Allahabadi
Ghazal
phir puuchhnaa ki kaise bhaTaktii hai zindagii
pahle kisii pata.ng kii maanind kaT ke dekh
Nazeer Baaqri
Ghazal
koTho.n pe mu.nh-a.ndhere sitaare utar pa.De
ban ke pata.ng mai.n bhii havaa me.n u.Daa kiyaa
Mohammad Alvi
Ghazal
shab sham.a par pata.ng ke aane ko ishq hai
us dil-jale ke taab ke laane ko ishq hai