SEARCH RESULTS
Showing search results for "parda-e-hurmat"
Ghazal MATCHES FOR "parda-e-hurmat"
Ghazal
ambaar us kaa parda-e-hurmat banaa miyaa.n
diivaar tak nahii.n girii pardaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
tuu hai ma.anii parda-e-alfaaz se baahar to aa
aise pas-manzar me.n kyaa rahnaa sar-e-manzar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ba-zaahir us ke labo.n par ha.nsii rahii lekin
dam-e-vidaa.a vo dar-parda be-qaraar bhii thaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ham ne qurbaan kiye ishq me.n jaan-o-dil bhii
hurmat-e-ahl-e-vafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
yaqii.n kaa parda-e-mub.ham pa.Daa hii rahne do
gumaan-o-vaham kii ye anjuman shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
haalat-e-qalb sar-e-bazm bataa.uu.n kyuu.nkar
parda-e-dil me.n hai ik parda-nashii.n kaa laalach
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
be-parda aaj niklegaa parda-nashii.n miraa
kar de ye ko.ii mahr-e-munavvar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mai.n to huu.n parda-e-aaGosh-e-tuufaan-e-fanaa
KHud Dubo detaa huu.n kashtii qurb saahil dekh kar
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
yaa dard ke naGmo.n me.n vahii hai tirii aavaaz
yaa parda-e-saaz-e-rag-e-jaa.n aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Shabana zaidi shabeen
Ghazal
zaalim uThaa tuu parda-e-vahm-o-gumaan-o-fikr
kyaa saamne vo marhala-haa-e-yaqii.n rahe