SEARCH RESULTS
Showing search results for "partau"
Ghazal MATCHES FOR "partau"
Ghazal
ik manzar-e-kinaara-e-baam aur de gayaa
partau saa ko.ii us ke dar-e-baaz se uThaa
Aziz Hamid Madni
Ghazal
ravish-e-baaG me.n ye kaun KHiraamaa.n hai ki aaj
vo tab-o-taab ruKH-e-mahr ke partau me.n nahii.n
Khursheed Rizvi
Ghazal
ye rang-o-nuur kaa aalam ye mehr-o-maah kii zau
dar-asl hai mire husn-e-KHayaal kaa partau
Ateeq Ahmad Ateeq
Ghazal
tire jamaal kaa partau talaash kartii hai
mire kalaam ke aahang me.n sadaa-e-Gazal
Saleem Sagar
Ghazal
jis kaa partau hai.n tiirgii-o-nuur
ai nazar Dhuu.nDh vo hii chehra Dhuu.nDh
Mahender Kumar Sani
Ghazal
mai.n ne paikar bhii usii chaak pe dekhaa apnaa
meraa partau bhii usii chaak se niklaa hogaa
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
paro.n ko khol zamaana u.Daan dekhtaa hai
zamii.n pe baiTh ke kyaa aasmaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaa.nTo.n me.n ghire phuul ko chuum aa.egii lekin
titlii ke paro.n ko kabhii chhilte nahii.n dekhaa
Parveen Shakir
Ghazal
dilbarii Thahraa zabaan-e-KHalq khulvaane kaa naam
ab nahii.n lete parii-ruu zulf bikhraane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zehn ke pardo.n pe manzil ke hayuule na banaa
Gaur se dekhtaa jaa raah me.n aataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
chand ma.asuum se patto.n kaa lahuu hai 'faakir'
jis ko mahbuub kii haatho.n kii hinaa kahte hai.n