SEARCH RESULTS
Showing search results for "parvaah"
Ghazal MATCHES FOR "parvaah"
Ghazal
ye sataa.ish kii tamannaa ye sile kii parvaah
kahaa.n laa.e hai.n ye armaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
to phir duniyaa kii parvaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
vo bevafaa hai nahii.n jab use ko.ii parvaah
to apne zehn pe tuu bhii use savaar na kar
Sharar Naqwi
Ghazal
agar mujh ko iimaa.n kii parvaah na hotii
to duniyaa me.n 'az.har' kamaa.ii bahut hai
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
us chashm kaa Gamza jo kare qatl-e-do-aalam
goshe ko nigah ke nahii.n parvaah kisuu kii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
log kyaa kahte hai.n parvaah nahii.n hai 'aalam'
itnaa kaafii hai ki insaan samajhte hai.n mujhe
Aalam Nizami
Ghazal
bhale ho.n taish me.n lahre.n magar kise parvaah
mai.n kuud jaa.uu.n to dariyaa ke paar ho jaa.uu.n
Gautam Rajrishi
Ghazal
ik murshid-e-bar-haq se hai deriina ta.alluq
parvaah nahii.n mujh ko sazaa kii na jazaa kii
Aziz Warsi
Ghazal
ko.ii parvaah nahii.n hai ki vo sar kaaTe.nge
ham mohabbat se hii nafrat kaa asar kaaTe.nge
Imran Ali Khan Imran
Ghazal
Jyoti Azad Khatri
Ghazal
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
ushshaaq kii parvaah nahii.n KHud tujh ko vagarna
jii tujh pe fidaa karne ko tayyaar bahut hai.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
jise na hosh hai KHud kaa na fikr duniyaa kii
to us ko sochiye parvaah-e-jag-ha.nsaa.ii kyaa