SEARCH RESULTS
Showing search results for "parvaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "parvaah"
Ghazal
ye sataa.ish kii tamannaa ye sile kii parvaah
kahaa.n laa.e hai.n ye armaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
to phir duniyaa kii parvaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "parvaah"
Nazm
itwar ki dopahar
be-fikr be-parvaah aazaad
mai.n ne bhii hamesha ise apne hii tariiqe se bitaayaa hai
Geetanjali Rai
Nazm
be-parwah umr
se be-parvaah havaa sii huu.n
kohre se bhare shiishe par kuchh ulTaa kuchh
divya maheshwari
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Sher
KHud-kushii ik aaKHirii koshish hai zinda rahne kii
KHud-kushii karne ko ik parvaah bhii to chaahiye
Priyamvada Ilhan
Nazm
mera ghussa kahan hai?
mai.n raah-giiro.n kii laa-parvaah KHushii me.n
sahmaa KHauf huu.n
Zahid Imroz
Ghazal
vo bevafaa hai nahii.n jab use ko.ii parvaah
to apne zehn pe tuu bhii use savaar na kar
Sharar Naqwi
Ghazal
agar mujh ko iimaa.n kii parvaah na hotii
to duniyaa me.n 'az.har' kamaa.ii bahut hai
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
us chashm kaa Gamza jo kare qatl-e-do-aalam
goshe ko nigah ke nahii.n parvaah kisuu kii