SEARCH RESULTS
Showing search results for "parveen-shakir"
Ghazal MATCHES FOR "parveen-shakir"
Ghazal
kyaa kare merii masiihaa.ii bhii karne vaalaa
zaKHm hii ye mujhe lagtaa nahii.n bharne vaalaa
Parveen Shakir
Ghazal
kyaa kare merii masiihaa.ii bhii karne vaalaa
zaKHm hii ye mujhe lagtaa nahii.n bharne vaalaa
Parveen Shakir
Ghazal
khulii aa.nkho.n me.n sapnaa jhaa.nktaa hai
vo soyaa hai ki kuchh kuchh jaagtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
qadmo.n me.n bhii takaan thii ghar bhii qariib thaa
par kyaa kare.n ki ab ke safar hii ajiib thaa
Parveen Shakir
Ghazal
jagaa sake na tire lab lakiir aisii thii
hamaare baKHt kii rekhaa bhii 'miir' aisii thii
Parveen Shakir
Ghazal
samundaro.n ke udhar se ko.ii sadaa aa.ii
dilo.n ke band dariiche khule havaa aa.ii
Parveen Shakir
Ghazal
baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa
mai.n samundar dekhtii huu.n tum kinaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
kuchh faisla to ho ki kidhar jaanaa chaahiye
paanii ko ab to sar se guzar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
taraash kar mire baazuu u.Daan chho.D gayaa
havaa ke paas barahna kamaan chho.D gayaa