SEARCH RESULTS
Showing search results for "pas-e-pusht"
Ghazal MATCHES FOR "pas-e-pusht"
Ghazal
Gam-e-vafaa ko pas-e-pusht Daalnaa hogaa
khaTak rahaa hai jo kaa.nTaa nikaalnaa hogaa
Aijaz Asad
Ghazal
yuu.n ba-zaahir to pas-e-pusht na Daaloge hame.n
jaante hai.n ba.Dii izzat se nikaaloge hame.n
Idris Azad
Ghazal
tasviir zindagii kii pas-e-pusht Daal kar
lete hai.n apne aap se ham intiqaam bhii
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
hai qahqaho.n ke pas-e-pusht girya-e-paiham
mirii KHushii bhii mujhe Gam dikhaa.ii dene lagii
Mehdi Baqar Khan Meraj
Ghazal
mire uyuub kii tasviir is tarah khii.nchii
mire hunar ko pas-e-pusht us ne Daal diyaa
Hasan Naim
Ghazal
ham ne dekhaa hai bhare shahr me.n saayaa apnaa
ek suuraj hai pas-e-pusht paraayaa apnaa
Syeda Kauzar Munawar Sharqpuri
Ghazal
vaqt kam hai ki Gam-e-ziist pas-e-pusht kiye
jashn Gam-KHvaar manaae.nge chale jaa.e.nge
Shabbir Shahid
Ghazal
mu.nh par to mu.aafiq hai pas-e-pusht muKHaalif
dushman jo miraa hai vo sagaa hai bhii nahii.n bhii
Arzoo Ashraf Sultanpuri
Ghazal
Asim Wasti
Ghazal
pas-e-kaarvaan-e-vafaa rah ga.ii hai
ta'alluq ke bichh.De Gubaaro.n kii KHushbuu
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
tuu hai ma.anii parda-e-alfaaz se baahar to aa
aise pas-manzar me.n kyaa rahnaa sar-e-manzar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dekh lenaa pas-e-qaatil bhii ko.ii hogaa zaruur
sirf qaatil hii chalaataa nahii.n KHanjar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
'shaan' irfaan-e-nazar jab se hu.aa hai haasil
ab ko.ii paas hai mere na judaa hai mujh se